![]() ![]() Kis Liye Maine Pyar Kiya (From "The Train") is a hindi song released in 2020. FAQs for Kis Liye Maine Pyar Kiya (From "The Train") When was Kis Liye Maine Pyar Kiya (From "The Train") released? Writer(s): ANAND BAKSHI, R D BURMANLyrics powered by 3m 47s kis liye main ne pyaar kiya dil ko yuunhi beqaraar kiya shaam savere teri raah dekhi raat din intazaar kiya, ho. kis liye main ne pyaar kiya aaj wo din he, jiske liye main tadpi banake radha aaj mere man kii bachaini bad gai or zyaada pyaar main dhokaa na kha jaae ye man sidhaa-sada aisa na ho jhootha nikle aaj milan kaa vaada main ne kyon aitbaar kiya dil ko yuunhi beqaraar kiya shaam savere teri raah dekhi raat din intazaar kiya, ho. Kis liye main ne pyaar kiya dil ko yuunhi beqaraar kiya shaam savere teri raah dekhi raat din intazaar kiya kis liye main ne pyaar kiya dil ko yuunhi beqaraar kiya shaam savere teri raah dekhi raat din intazaar kiya kis liye main ne pyaar kiya aankhon main main ne kaajal daalaa maathe pe bindiya lagaai aise main tu aa jaae to kya ho, ram duhai chup ke munh main armaanon ne lee kisi angadaai koi dekhe to kya samajhe ho jaae rusvaai main ne kyon singhaar kiya dil ko yun beqaraar kiya shaam savere teri raah dekhi raat din intazaar kiya, ho.
0 Comments
Leave a Reply. |
AuthorWrite something about yourself. No need to be fancy, just an overview. ArchivesCategories |